Follow

Random Posts

"LIFE KYA HA OR ISSE KAISE JIYA JAYE"

LIFE KYA HA OR ISSE KAISE JIYA JAYE

Hello friends apka www.rhtmahey.blogspot.com m swagat ha mere bhut sare friends j question put krte ha lekin unko theek se answere nhi mil pata kyu ki koi v unke question ko theek se samaj nhi pata to ajj m apni j post unn sbb friends k liye likh rha hu to chaliye shur krte ha sabse pehle life ha kya.


"To understand what life
is very important to be alive
today if it's not a"




\

Life kya ha jan ne k Liye jinda rehna v to jruri ha, kya app jante ha ki iss duniya m bhut sare janver(animal) ha like lion, horse etc. lekin inme se koi ajj tak duniya prr raj krr paya ha,nhi krr paya na jante ha kyu ,
kyuki ajj tak raj keval hum insaan hi krr rhe ha kaise krr rhe ha bhudhi se .
Life m bhut sari probems atti ha kya app jante ha ki problems to sbb k sath hoti ha bss unko dekhne ka najariya dusro se alag hona chahiye,har ekk problem ka solution uske ass pass hi hota ha bss dekne vali aankhe honi chaiye or sampurn bhudhi(dimag) atti aveshak ha.
To abb baat atti ha life ki, life kaisi honi chahiye m suggest krta hu ki life ekk heartbeat ki line jaisi honi chahiye, abb apke dimag m sabal uthh rhe honge ki ye kaise chaliye to btate ha , Haa life ekk  heartbeat ki line jaisi honi chahiye,
IMAGE kyuki insaan tbb tak hi jinda reh pata ha jbb tak uski heart line upar -niche hoti rhe to maintaince bnni rehti ha agar vo sidhi ho jaye to ussi time insaan ki death ho jati ha IMAGE issi tarah agar jindgi m acche s jina ha to utar chdao,problems etc to bnte ha kyu ki uss jindgi k kya faiyda jo bss gujar rhi ha or problems k bare m ma pehle v keh chuka hu,

ki problems ka solution humare ass-pass hi hota ha bss pkdna anna chahiye or problems hume bhut kuj sikha jati ha,IMAGE.or koi v problem ho uska solution logic se kro mtlb ki koi v kaam chota ho ja bdda ho plan krke kro, or ha keval plan hi sbb kuj nhi ha mtlb ki plan jo apne bnaya ha uske parinam janke kroge to safal hone se koi nhi rok skta.


(My words) LIFE IS A GAME JUST PLAY IT.

Iska mtlb app samj rhe honge ki jindgi ekk game ha bss usko khelo to friends,khel k v to kuj niyam hote ha na to issi tarah jindgi m v niyam teh kro like har kaam nishchit smaye prr kro kyu ki theek smay prr kiya gya kaam bilkul theek se hota ha or jyada mehnat v nhi krni padti.
Ekk bat humesha yaad rkhna ki Agar tum LIFE KO EKK GAME SAMJTE HO TO TUM JIT TE CHLE JAOGE or problems ka solution nikalna v acche se sikh jaoge kyi baar hum bhut sariya galtiyan krte ha vo iss liye hoti ha kyu ki hume uss kaam k bare m theek se pta nhi hota to hum jane-anjane m bhut sariya galtiyan krr dete ha. HUME DUSRO KI GALTIYON SE SIKHNA CHAHIYE KYUKI AGAR HUM APNE UPPAR AJMA KRR SIKHNE KI KOSISH KRGE TO HUMARI UMAR BHUT KMM HA.

Sabse importent-"THERE IS NO AUSTERITY EQUAL TO A BALANCED MIND, AND THERE IS NO HAPPINESS EQUAL TO CONTENTMENT ,AND THERE IS NO DISEASE LIKE CONVETOUSENESS,AND NO VIRTUE LIKE MERCY"IMAGE

 or ekk baat har kaam ki ,vstu ki ,ekk limit hoti ha uss k diare m rho agar tum uske bahar ane ka paryatan kroge to bhut cust uthane pdd sakte ha for example agar to appko bhukar ha to app dwayi lete ho to agar hum usse doctor duara btaye gye tarike k sath lete ha to hume bilkul theeek ho jate ha.

Ha agar app apne tarike k sath lete ho mtlb ki app chate ha ki iss puri dwayi ko ekk sath le leta hu to j ekk murkhta hogi uske baad kya hoga app jante ha issi tarah limit ekk bhut bddi cheej ha kyuki ajj kal to har koi jyada pana chata ha to uska jyi pagalpan usko barbad krr deta ha .To hume iss atti(jyada) se bcchna padega.
Imag
Kisi v parkar ki sikhya viarth nhi jati vo jrur kaam aati ha .Insaan apni puri jindgi m sikhta rehta ha jo apni iss sikhne vali kla ko trashta rehta ha vo mahaan hone k sath sath apne sikhne ki kla ko nhi shodta .Issi tarah hum chahe kitne v gyani kyu na ho lekin hume kuj nya sikhne ki bhuk honi chahiye. To ajj k liye bss itna hi muje umeed ha ki apne kuj to jrur sikha hoga agar thoda sa v apne sikha to meri iss post ko share kre ta ki dusro ki v help ho ske or agar apko koi baat nhi samaj ayi to hume comment krke pussh skte ha Kyuki problems ka solution jaan  lena hi theek hota ha, okk friends milte ha next post m kyuki m chata hu ki app grow kro or apko kuj nya sikne ko mile to okk friends KEeP LEARNING,KEEP GROWNING.OR FRIENDS LIKE OR SHARE KRNA NA BHULE.


Regards by,
Rhtmahey
Share on Google Plus

About Unknown

    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment