Follow

Random Posts

Android phone ki speed ko fast kaise kre best method.

Android Phone Ki Speed Fast kaise kre  Advance Trick


Hello friends ekk baar phir apka www.rhtmahey.blogspot.in m welcome,friends
 
mera aaj ka topic ha ki hum bhut baar dekhte ha ki humara android phone kbhi

 kbhi slow work krne lgta ha lekin maine iska bhi solution find out krr liya ha 

apko bss iss trick ko follow krna ha trick bhut asaan aur simple hai iss trick ki help se apka phone bahot jyada speed me work karenga bilkul bhi hang nahi chalenga ekdam fast aur properly work karenga.



To chaliye friends start krte ha  agar apke mobile ki RAM 500 mb hai ya usse bhi kam hai to app ye trick jaroor try kare apko bahot help milengi isse apka phone bahot jyada fast chalenga Bilkul bhi hang nahi honga aur slow work karna chod denga. Bahot hi asaan aur simple hai ye trick,par ye trick app sirf android mobile ya Tab par hi try kar sakte hai ye sirf android phone ke liye naki koi other phone. Apka Android phone agar kisi bhi company ka hai to bhi koi problem nahi sirf android hona jaruri hai. Maine aksar dekha hai ek sawal bahot jyada puch gaya hai sir mera android phone bhut hi hang hota ha iski speed ko fast kaise kre to friends ma Iske baare mai abhi work kar raha hu kuch din me apko jarur bataunga ki RAM kaise badate hai par aise sawal puchne wale logo ke liye ye trick bahot hi faydemand hai app is trick ko try karke apke phone ko fast kar sakte hai. Ekdam hi simple hai ye jyada se jyada 3-4 step ki hai.

Apne android phone ki speed ko  kaise fast kare


To sabse friends Pahle app apne mobile ke sare running apps clear kare ya close kare ab apne mobile ke phone setting me jaye phone setting me about phone ya about device me jaye about device me niche Build number naam ka option honga build number par lagatar 7 baar click karte rahe uspar click karne se apke setting me developer option release hoga.


Ab back aye phone setting me apko Developer options naam ka ek option dikhenga uspar click kare usme jane ke baad apko us list me apko niche diye gaye 3 option milenge

1. Abb apko apne phone m Window animation scale ke option me jana hai isme jane ke baad iske apko Animation scale 1X is tarake option honge usme animation off par click kare



2.Next,apko  Transition animation scale isko bhi animation off karna hai.


3. After apko Animator Duration scale isko bhi animation off karna hai.

To j lijiye friends abb aap in tinho option ko off kare aur phir back aye aur ek baar mobile restart kare aur phir dekhe kamal apka mobile pahle se bahter aur jyada fast work karenga.
TO FRIENDS KAISI LGI J TRICK AGAR APKI BHI HELP HUYI TO ISS POST KO LIKE AND SHARE JRUR KRE.
REGARDS BY.
RHTMAHEY
Share on Google Plus

About Unknown

    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment